alok kumar singh ballia

Saturday, 23 April 2011

Gazab duniya thi meri....

Hansti thi,apne ashiqon ko dekh kare bahut Ambar

Aur wo jab-jab hansi tum roye bahut ho..,

 

gazab duniya thi meri....tha unke jab bahoon me...ambar
 
paon me chubhe,kanton ka ehsas hua..unke jaane ke bad..

 

Hamare saher ka .............................ek tum sham chura lo..
 
husn walon ko rijha ke...unke hothon ka tum jam chura lo..
 
Har koi churana chahta hai......dil bade naam walon ka...,
 
Aesa karo tum......mere gali ki wo kulfi. "Badnam" chura lo..,,

 

Bat jab bhi mar-ham ki hoti hai...uski yaad aati hai.."Ambar"
 
kabhi usne khud ko mar-ham hone jaisi kuch bat ki thi..,

No comments:

Post a Comment